Actress Laila Very Bad Dance in Morning Show
Watch Full Video:…
Pakistan main aj kal morning show ka bohat rojhan bhar gaya hia jis ko dekho har channel par morning show a raha hota hai subah subah Khuda rasool ka name leny k badly nach gana hota hia ya log pata nahi kis tarf ja rahe hai matlb rating k lia pata nahi kia kia kar jaty hain ya log Pakistan ka future barbad kar rahe hai new generation in chezon ki waja say bardad ho rahe hai video dekhin
Garmiyon k musam main jisam say ziyada pasina nikalta hai jis ki waja say hamary kapry kharab ho jaty hain or bawajod koshish k hamary kapro par pasino k nishanat saf nahi ho paty ayin ap ko pasino say nijat ka asan sa tariqa bataty hain. Namak aik liter neem garam pani main char khany waly chamach namak daal kar ager kapro ko in main bhegoya kar dhoya jaye to pasine k nishanat otar jaty hain.
Lemon pani or lemon ko ager pasine k nishanat par ragra jaye to kapry saaf ho jaty hain. Sprain ya goliyan sir dard k lia bohat karamad hai lakin ya nishanat k lay bohat kargar hai. adhe cup garam pani main 2 goliyan daal kar haal Karin or nishanat waly hisy main is main 2 say 3 ghanty tak bhego dain tamam nishanat gaib ho jayin gay.
0 comments:
Post a Comment