Aamir Liaquat Doing Flirting With Girl In Live Show
Watch Full Video:….
Aamir Liaquat Hussain aik Pakistan ka name hai kabhi ya koi channel join karty hain kabhi koi ya wase to aik alim bhi hai. or doctor bhi hai bohat kuch hain. Lakin ya is time bohat he galat kam kar rahe hain Aamir Liaquat Hussain ne is time Pakistan k haar channel par kam kia hai ya actor bhi hain singer bhi hain or pata nahi kia kia hai ya haar kam kar laty hain or logo ko zalil bhi acha karty hain apny show main bula kar jab ramzan shareef ata hai to ya shareef ban jaty hain lakin os main bhi orton say larkion say flart karty hain.
In ka sub say mashoor show inam ghar raha hai aj kal morning show kar rahy hain jis ka name Subh e Pakistan with Aamir Liaquat log in k show main aty hain ya logo say bohat batamezi karty hain lakin pher bhi log ignore karty hain kiun ya logo ko gifts daty hain sawal poch kar ya kisi ko aise bhi day dety hain. Aj kal Pakistan main is media boaht tazi say barh raha hai TV channel waly apny program ki ratting k chakro main wo wo kam kar rahy hai jo asli nahi hoty bass ratting k lia jhoot mot karty hain.
Jaise k ya dekh lo ya Pakistan Is lia bana tha k yahan par sub musalman rahy hain koi gair muslim nahi ho ga bass musalman he hon gay yahan par or Allah ki ibadat ho gi Is lia ya paksitan bana tha is lia ya india say alg kia gaya tha. Lakin aj ya paksitan india say agy nikal raha hai india waly or magribi logo ko follow kar rahy hain. Subah subah nach gana chl raha hota hia TV par.
Ya sub islam main nahi hai wase to amir liaqat aik alim bhi hai lakin ya sub jail hai in ki degree bhi jail nikli hain. Ya logo ko gumrah kar rahy hain kuch saal pahly amir liyaqat ki kch aise videos manzary am par a gai thi jiss ko dekh kar haar insane bohat heeran howa bohat he gandy alfaz istmal kia thay amir liyaqat ne os k bad jab wo video viral howi logo ne sawal kia os video ka to kahny lagy k wo video Fake hai kisi ne dubbing ki hai jo k total jhoot hai.
Subah subah Allah ka name lany k bajay ya log morning show kar rahy hoty hain. Is lia to paksitan taraqi nahi kar raha or pareshani main doob raha hai ya sub is lia he ho raha hai kiun k ham ne Allah ko bhula dia hai or olty kamo main lag gay hai. Morning show main jhoot ki shadian kar wa rahy hoty hain bass TV ki ratting barh jay kisi tarhan is lia ya sub karty hain. Is video main amir liyaqat ne bohat he gandi harkat ki hai is say pahly bhi wo show main pata nahi kia kia kar rahy hoty hain logo k sath dekhin is video main.
0 comments:
Post a Comment